Tuu meraa koi na hoke bhi kuchh laage
Tuu meraa koi na hoke bhi kuchh laage
Kiya re jo bhi tuune kaise kiya re
Jiya ko mere baandh aise liya re
Samajh ke bhi na samajh main sakuun
Saveron ka mere tuu sooraj laage
Tuu meraa koi na hoke bhi kuchh laage
Tuu meraa koi na hoke bhi kuchh laage
Tuu meraa koi na hoke bhi kuchh laage
Apnaa bana le piyaa
Apnaa bana le piyaa
Apnaa bana le mujhe
Mujhe bana le piyaa
Apnaa bana le piyaa
Apnaa bana le piyaa
Dil ke nagar mein
Shahar tuu basaa le piyaa
Chuune se tere
Haan tere, haan tere
Feeki ruton ko rang lage
Ho o, chuune se tere
Haan tere, haan tere
Feeki ruton ko rang lage
Teri disha mein kyuun chalne se mere
Pairon ko pankh lage
Rahaa na mere kaam ka jag saaraa
Haan bas tere naam se hi guzaaraa
Uljh ke yuun na suljh na sakuun
Zubaaniyaan teri jhoothi bhi sachh laage
Tuu meraa koi na hoke bhi kuchh laage
Tuu meraa koi na hoke bhi kuchh laage
Tuu meraa koi na hoke bhi kuchh laage
Apnaa bana le piyaa
Apnaa bana le piyaa
Apnaa bana le mujhe
Apnaa bana le piyaa
Apnaa bana le piyaa
Apnaa bana le piyaa
Dil ke nagar mein
Shahar tuu basaa le piyaa
Ho sab kuchh meraa chahe naam apne likhhaa le
Badle mein itni to yaari nibhaa le
Jag ki hirasat se mujhko chhuda le
Apnaa bana le, bas apnaa bana le
Apnaa bana le
Comments
Post a Comment